"DAAYAN "
Han dost ! / Kal maari gayin / Paanch auraten daayan thin / Wo daayan thin - kyon ki wo vidhwa thin / ki unka pati ya beta nahi tha davang / ki wo gareeb aur dalit thin/ wo daayan thin / kyon ki wo nahi saabit kar sakin ki wo daayan nahi hain / ki bahut saare log unhe daayan kah rahe the / ki logon ka aisa hi tha vishwas / aur yahan aaastha - vishwas ke aage / kanoon v ho jata hai khamosh / Jhuk jata hai nyayalaya v / Uda di jaati hain samvidhan ki dhajjiyan.

Comments
Post a Comment